Mature aurat sab se ziyada baligh, samajhdar, aur khud se muhabbat karne wali hoti hai.
Wo apni zindagi ke jis ahem mod par hoti hai,
Wahan wo tamam auraton ki sardar hoti hai.
Agar wo aap ke dil mein dakhil ho jaye,
To usse aasaani se bhulaya nahi jaa sakta.
35 se 50 saal ki aurat ko ghazal mein bayaan nahin kiya jaa sakta.
Kitni khubsoorat ho tum,
Aye mukamal jism wo rooh wali aurat.!
Muhabbat karne walon aur shairon ne tumhara zameen aur aasmaan mein wasf bayaan kiya.
Lekin wo zameen par tumhare jaise husn ki talash mein na-kaam rahe.
35 se 50 saal ki umar ishq hai jo kabhi khatm nahin hota.
Ye qanoon se bhi balatar ek qanoon hai.
میچور عورت سب سے زیادہ بالغ، سمجھدار، اور خود سے محبت کرنے والی ہوتی ہے۔
پینتیس سے پچاس سال کی عورت کو غزل میں بیان نہیں کیا جا سکتا۔
Social Plugin